Jewellers ke liye
SonaBhav pe roz log dekhte hain ki unka gehna kitne ka banega — angoothi, kangan, chain, mangalsutra. Ye log kharidne ke kareeb hote hain.
Hum kya de sakte hain
- Grahak leads: "Jeweller se quote lein" dabane wale grahak aapke shehar ke hisaab se aapko bheje ja sakte hain.
- Shehar page pe listing: aapke shehar ke page pe aapki dukaan ka naam, pata aur WhatsApp.
- Aapka making charge: grahak aapke asli making charge ke saath daam dekh sakein.
Judne ke liye sampark karein: (email jald hi yahan hoga)